Kirjojen hintavertailu. Mukana 11 342 296 kirjaa ja 12 kauppaa.

Kirjahaku

Etsi kirjoja tekijän nimen, kirjan nimen tai ISBN:n perusteella.

1 kirjaa tekijältä Khan Mahruddin

Manage Your Problems - the Gopal Bhand Way

Manage Your Problems - the Gopal Bhand Way

Khan Mahruddin

V S Publishers
2011
pokkari
Kabir Chaura ko yadi kavita maana jaaye, toh ye har aam aur khaas aadmi se sambandhit unn vishyon par gudgudaati hai, jinse unka vaasta padhta ho. MehENGLISHai, Ashiksha, Beemari, Bekaari, Macchar, Malaria aadi samasyaen ho ya netaon ki kartoot ho ya raajneetik utha-patak aur swaarth, inn sab par saral bhaasha mein chuteela vyangya kabir chaura ki khaasiyat hai. Kabir Chaura na keval pathak ka manoranjan karta hai, apitu vyawastha ki unn sacchayion ko bhi nanga karta hai, jinke aadhar par loktantra ke lok yaani aam aadmi ko bharmaya jaata hai, usse sunhere sapne dikh kar apne aandolano mein shaamil hone ke liye garmaaya jaata hai aur baad mein usse hi galat saabit kar sharmaaya bhi jaata hai.